Search This Blog

Youtube

Wednesday, August 27, 2014

Hadith Qudsi - O My servants, all of you are hungry (needy) except one whom I feed


Bismillahirrahmanirrahim 

Hadith Qudsi: Abu Dharr Radi allahu anhu reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying that Allah, the Exalted and Glorious, said 
O My servants, I have made oppression unlawful for Me and unlawful for you, so do not commit oppression against one another.
O My servants, all of you are liable to err except one whom I guide on the right path, so seek right guidance from Me so that I should direct you to the right path.
O My servants, all of you are hungry (needy) except one whom I feed, so beg food from Me, so that I may give that to you.
O My servants, all of you are naked (need clothes) except one whom I provide garments, so beg clothes from Me, so that I should clothe you.

O My servants, you commit error night and day and I am there to pardon your sins, so beg pardon from Me so that I should grant you pardon.
O My servants, you can neither do Me any harm nor can you do Me any good.
O My servants, even if the first amongst you and the last amongst you and even the whole of human race of yours, and that of jinns even, become (equal in) God-conscious like the heart of a single person amongst you, nothing would add to My Power.
O My servants, even if the first amongst you and the last amongst you and the whole human race of yours and that of the Jinns too in unison become the most wicked (all beating) like the heart of a single person, it would cause no loss to My Power.

O My servants, even if the first amongst you and the last amongst you and the whole human race of yours and that of jinns also all stand in one plain ground and you ask Me and I confer upon every person what he asks for, it would not. in any way, cause any loss to Me (even less) than that which is caused to the ocean by dipping the needle in it.
O My servants, these for you I shall reward you for thern, so he who deeds of yours which I am recording finds good should praise Allah and he who does not find that should not blame anyone but his ownself.
Sa'id said that when Abu Idris Khaulini narrated this hadith he knelt upon his knees.
Sahih Muslim Book 032, Number 6246:

--------------------------------------------------------------------------

Roman Translation:

Hadith Qudsi : Abu dhar Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi wasallam se suna ki Allah Subhanahu ne farmaya 

Eh Mere bando maine zulm ko apne upar haram kiya hai aur tum par bhi haram kiya to mat zulm karo aapas mein ek dusrey par 

Eh mere bando tum sab gumraah ho magar jise main raah batlauu , to mujhse Raah mango main tumhe raah batlaunga,

Eh mere bando tum sab bhuke (hungry) ho magar jisey main khilauu to mujhse khana mango tumko khilaunga,

Eh mere bando tum sab nange ho magar jisey main pahnauu, to kapda mango mujhse main pahnaunga tumko.

Eh Mere bando tum raat din gunaah karte ho aur main sab gunaahon ko bakhshta hun to bakhshish chaho mujhse main bakhshunga tumko,

Eh mere bando tum mera nuksaan nahi kar saktey aur na mujhko faayda pahuncha saktey ho.

Eh mere bando tum sab bhuke (hungry) ho magar jisey main khilauu to mujhse khana mango tumko khilaunga,

Eh mere bando tum sab nange ho magar jisey main pahnauu, to kapda mango mujhse main pahnaunga tumko.

Eh Mere bando tum raat din gunaah karte ho aur main sab gunaahon ko bakhshta hun to bakhshish chaho mujhse main bakhshunga tumko,

Eh mere bando agar tumhare agle aur pichle aur aadmee aur jinnat sab aisey ho jaaye jaisey tum mein ka bada parhezgar to meri saltanat mein kuch afzayeesh (Addition) na hogi aur tum mein agle aur peechle aur admee aur jinnat sab aise ho jaye jaise zameen ka bada badkar shaksh to meri Saltanat mein se kuch kam na hoga.

Eh mere bando agar tumhare agle, pichle aur aadmee aur Jinnat sab ek maidan mein khade ho phir mujhse maangna shuru kare aur main har ek ko jitna maange de du tab bhi mere paas jo kuch hai wo kam na hoga magar itna jaise dariya mein suyee daal kar nikal lo.

Eh mere bando ye tumhare hi aamal hain jinko tumhare liye shumar karta rahta hun phir tumko in aamal ka pura badla dunga to jo shaksh behtar badla paye use chahiye ki Allah subhanahu ka shukr kare ki uski kamayee bekar na gayee aur jo bura badla paye to apney hi aapko bura samjhe

Said radi allahu anhau ne kaha ki Abu idris jab ye hadith bayan karte to apne ghutno ke bal gir padhte.
Sahih Muslim, Vol6, 6572


* Embryology (formation of child) in Quran





Bismillahirrahmanirrahim

*Embryology (formation of child) in Quran* 

Al Quran : O mankind! If you are in doubt about the Resurrection, then verily We have created you (i.e. Adam) from dust, then from a Nutfah (mixed drops of male and female sexual discharge i.e. The offspring of Adam), then from a clot (a piece of thick coagulated blood) then from a little lump of flesh - some formed and some unformed (as in the case of miscarriage) - that We may make (it) clear to you (i.e. To show you Our Power and Ability to do what We will). And We cause whom We will to remain in the wombs for an appointed term, then We bring you out as infants, then (give you growth) that you may reach your age of full strength. And among you there is he who dies (young), and among you there is he who is brought back to the miserable old age, so that he knows nothing after having known.
Al Quran Surah AL Hajj (22), verse 5

---------------------------------------------------------
Roman Translation:

Al Quran : Eh logon agar tumhey phir se zinda honey mein shaq hai to humney tumhey (pahli baar bhi to ) mitti se paida kiya tha , phir us sey nutfa (mixed drops of male and female ) bana kar phir us sey khoon ka lothda ( clot) bana kar phir us usey boti( little lump of flesh)bana kar jiski banawat kaamil (formed) bhi hoti hai aur naqis (unformed) bhi taki tum par apni khalqat zahir kar de, Aur hum jisko chahtey hain ek waqt muqarrar tak Pait (wombs) mein thahraye rakhtey hain,Phir tumko bachcha banakar nikaltey hain phir tum jawani ko pahunchtey ho aur baaz ( kuch log) bahut kharab umar (very old age) ki taraf lautaye jatey hain ki bahut kuch janney ke baad bilkul Be ilm ho jatey hain
Al Quran Surah AL Hajj (22), verse 5

AL Quran : ALLAH brings the sun from the east; then bring it you from the west




Bismillah irrahman nirrahim

Al Quran : Have you not looked at him who disputed with Ibrahim (Abraham) about his Lord (ALLAH), because ALLAH had given him the kingdom? When Ibrahim (Abraham) said (to him): "My Lord (ALLAH) is He Who gives life and causes death." He said, "I give life and cause death." Ibrahim (Abraham) said, "Verily! ALLAH brings the sun from the east; then bring it you from the west." So the disbeliever was utterly defeated. And ALLAH guides not the people, who are Zalimun (wrong-doers).
Surah Al-Baqara, (2), Verse 258
-------------------------------------------------
Roman Translation:
Al Quran : Kya tumne us shaksh ko nahi dekha jisne Ibrahim (Alaihi salam) se uske RAB ke liye jhagda kiya kyunki ALLAH ne usko sultanut di thi, Jab Ibrahim(Alaihi salam) ne kaha ki Mera RAB wo hai jo zinda karta hai aur maarta hai usne kaha ki main bhi zinda karta hu aur maarta hun , Ibrahim (Alaihi salam) ne kaha ki Beshak ALLAH Suraj ko mashriq (purab) se lata hai tu usey maghrib (paschim) se le aa , tab wo kaafir hairan rah gaya aur ALLAH be insaafon ko seedhi Raah nahi dikhata.
Surah Al-Baqara, (2), Verse 258

Category