Search This Blog

Youtube

Category

Tuesday, October 28, 2014

A Question of Grave: What you have to say about this person (Prophet Peace be upon him)



Bismillahirrahmanirrahim 

A Question of Grave: What you have to say about this person (Prophet Peace be upon him)

Anas b. Malik Radi allahu anhu reported Allah's Apostle (may peace be upon him) said: When the servant is placed in his grave and his companions retrace their steps arid he hears the noise of the footsteps, then two angels come to him and make him sit and say to him: What you have to say about this person (Prophet Peace be upon him)? If he is the believer, it would say: I bear testimony to the fact that he is a servant of Allah and His Messenger. Then it would be said to him: Look to your (previous) seat in the Hell- Fire, for Allah has substituted (the seat of yours) with a seat in Paradise. Allah's Messenger (may peace be upon him) said: He would be shown both the seats. Qatada said: It was mentioned to us that his grave (the grave of a believer) expands to seventy cubits and is full with verdure until the Day when they would be resurrected.
Sahih Muslim, Book 040, Number 6862:

--------------------------------------------------------
Like : https://www.facebook.com/AhadithinEnglish
--------------------------------------------------------

Roman Translation
Anas bin malik radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasool-Allah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya banda jab apni Qabr mein rakha jata hai aur uskey saathi jab peeth mod kar jatey hain to wo unki jutiyon ki aawaz sunta hai phir do farishtey uskey paas aatey hain usko bithatey hain aur us sey kahtey hain tu in shaksh ke baarey mein kya kaha karta tha( yani Muhammed Sallallahu Alaihi wasallam ke baarey mein) momeen kahta hai Main gawahi deta hun ki wo Allah ke bandey hain aur uskey Rasool hain, Allah Subhanahu un par apni Rahmat aur salam bhejey, us sey kaha jata hai ki tu apna (pichla) thikana dekh jahannam mein , Allah Subhanahu ne iskey badley tujhe jannat mein thikana diya, Rasool-Allah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya wo apney dono thikaney dekhta hai, Qatada ne kaha Anas ne humse zikr kiya ki uski Qabr 70 haath chodi ho jati hai aur sabzey se bhar jati hai (yani bageecha ban jata hai) Qayamat tak.
Sahih Muslim , Vol6, 7216

Hadith: Safeguard against the Satan on this day till evening

Bismillahirrahmanirrahim 
.
Hadith: Safeguard against the Satan on this day till evening
.
Abu Huraira Radi allahuanhu reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: He who uttered these words One hundred times a day 

لا اله الا الله وحده لا شريك له له الملك وله الحمد وهو على كل شي قدير
La ilaha illallahu Wahdahu La sharika lahu , lahul mulk, wa lahul Hamd, wa huwa ala kulli shayeen Qadeer

there is a reward of emancipating ten slaves for him, and There are recorded hundred virtues to his credit, and hundred vices are blotted out from his scroll, and That is a safeguard for him against the Satan on that day till evening and
No one brings anything more excellent than this, except one who has done more than this (who utters these words more than one hundred times and does more good acts)
and he who utters:"Subhanallahey wa behamdehi one hundred times a day, his sins are obliterated even if they are equal to the extent of the foam of the ocean.
Sahih Muslim Book 035, Number 6508:

Join us : https://www.facebook.com/AhadithinEnglish
----------------------------------------------------------
Roman Translation:

Rasool-Allah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya jo shaksh Ek din mein 100 baar kahe
لا اله الا الله وحده لا شريك له له الملك وله الحمد وهو على كل شي قدير
LA iLAHA iLLALLAHU Wahdahu La sharika lahu ,
lahul mulk, wa lahul Hamd wa huwa ala kulli shayeen Qadeer.

to usko utna sawab hoga jaise 10 ghulam aazad kiye aur 100 nekiyan uski likhi jayegi aur 100 buraiiyan uski mita di jayegi aur us din shaam tak shaitaan se usko bacha liya jayega aur koi shaksh us din us se behtar amal nahi layega magar jo us se ziyada amal karey ( yani tasbeeh 100 se jiyada padhe) aur Jo shkash Subhanallahei wa behamdehi din mein 100 baar kahe uske gunaah mita diye jaynege chahe wo samundar ke jhaag ke barabar ho.
Sahih Muslim, Vol6,6842

Hadith: Dont Abuse My Companions




Bismillahirrahmanirrahim 
.
Hadith: Dont Abuse My Companions 
.
Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported The Prophet sallallahu alaihi wasallam said: Do not revile (Don’t Abuse) my Companions, Do not revile (Don’t Abuse) my Companions. By Him in Whose Hand is my life, if one amongst you would have spent as much gold as Uhud it would not amount to as much as one mudd of one of them or half of it.
Sahih Muslim Book 031, Number 6167
--------------------------------------
Roman translation:
Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya mat bura kaho mere ashaab (sahabi) ko , kasam uski jiske haath mein meri jaan hai agar koi tum mein se Uhad Pahad ke barabar sona kharch karey to unke ek mudd (sair bhar) ya Aadhe mudd ke barabar bhi nahi ho sakta. 
Sahih Muslim , Vol 6, 6487



Hadith: The most excellent fast after Ramadan is Allah's month Al-muharram




Bismillahirrahmanirrahim 
.
Hadith: The most excellent fast after Ramadan is Allah's month Al-muharram
.
Abu Hurairah Allah be pleased with him reported Allah's Messenger may peace be upon him as saying: The most excellent fast after Ramadan is Allah'smonth Al-muharram, and the most excellent prayer after what is prescribed is prayer during the night. 
Sahih Muslim, Book #006, Hadith #2611 

It was narrated that Abu Hurairah may Allah be pleased with him said: A man came to the Prophe Peace be upon him and said: Which fasting is best after the month of Ramadan? He Peace be upon him said: The month of Allah which is called Muharram. 
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1742 (Sahih)
----------------------------------------------

Roman Translation:

Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoolallah Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Sab rozo main Afzal Ramzan ke Baad Muharram Ke Roze hain Jo Allah Ka mahina hai Aur Baad Namaz farz ke tahajjud Ki Namaz Hai 
Sahih Muslim , Vol 3, 2755 

Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki ek sahib Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ki khidmat mein hazir hokar arz karney lage ki Ramadhan ke baad sabse ziyada fazilat kaunse rozo ki hai to Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Allah ka mahina jise tum Muharram kahte ho. 
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1742 ( Sahih)

Hadith: Death will be slaughtered and after that no more death



Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Death will be slaughtered and after that no more death 

Narrated Ibn 'Umar Radi Allahu Anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, 
"When the people of Paradise have entered Paradise and the people of the Fire have entered the Fire,
death will be brought and will be placed between the Fire and Paradise, and then it will be slaughtered, and a call will be made (that), 'O people of Paradise, no more death ! O people of the Fire, no more death ! ' So the people of Paradise will have happiness added to their previous happiness, and the people of the Fire will have sorrow added to their previous sorrow."
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 76, Number 556:
----------------------------
Visit:   https://www.facebook.com/AhadithinEnglish

----------------------------
Roman Translation:
Ibn Umar Radi Allahu Anhu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab Ahal-e-jannat jannat mein chale jayenge aur jab Ahal-e-Dozakh Dozakh mein chale jayenage to Maut ko laya jayega aur use Jannat aur Dozakh ke darmiyan rakh kar Zabah kar diya jayega phir ek Aawaz dene wala Aawaz dega ki Eh jannat walo tumhe ab Maut nahi aayegi aur EhDozakh walo tumhe bhi ab Maut nahi aayegi is baat se jannati aur ziyada khush ho jayenge aur Jahannami aur ziyada gamgeen ho jayengey.
Sahih Bukhari, Vol8, 6548

Wednesday, October 1, 2014

Al Quran : Verily, in the remembrance of Allah do hearts find rest .




Bismillahirrahmanirrahim 

And the men and the women who remember Allah much with their hearts and tongues Allah has prepared for them forgiveness and a great reward 
Al Quran : Surah Al Ahzab (33) : Verse 35

Verily, in the remembrance of Allah do hearts find rest .
Al Quran , Surah Ar-Rad (13) , Verse 28

----------------------------
Hadith: Abdullaah ibn Umar (may Allaah be pleased with him) that the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “There are no days that are greater before Allah or in which good deeds are more beloved to Him, than these ten days, so recite a great deal of Tahleel (La ilaha illAllah) Takbeer ( Allahu AKbar) , aur tamheed (Alhamdulilah) during them.”
Masnad Ahmed, Vol 7 Hadith: 224
-----------------------------------------------------------
سبحان الله الحمد لله الله اكبر
Allahu Akbar... .Alhamdulillah.....Subhanallah

سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem

لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
La illaha ilAllahu, waHdahu la shareeka lahu, lahul Mulku, wa lahul Hamdu, wa Huwa ala kulli shaiy'in Qadeer ....

رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبَّاً وَبِالْإِسْلَامِ دِينَاً وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيَّاً
Radaitu billahi Rabba , wa bilislami deena , wa bi muhammadin (Sallallahu Alaihi Wasallam) Nabiyya
(Main Allah ko apna RAB hone aur Islam ko apna Deen hone aur Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam ko apna Nabee hone par razi hu)

اللَّهُـمّ صَــــــلٌ علَےَ مُحمَّــــــــدْ و علَےَ آل مُحمَّــــــــدْ
Allahumma salli ala muhammad wa ala aali muhammed



















Hadith: These Four (types of animals) should be avoided in sacrifice:




Bismillahirrahmanirrahim 

Hadith: These Four (types of animals) should be avoided in sacrifice: 
---------------------------------------------------
Narrated Al-Bara' ibn Azib Radi Allahu Anhu : 
The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said Four (types of animals) should be avoided in sacrifice: 

1. A One-eyed animal which has obviously lost the sight of one eye, 
2. a sick animal which is obviously sick, 
3. a lame animal which obviously limps and 
4. an animal with a broken leg with no marrow. 
Sunan Abu Dawud, Book 15, 2796 -Sahih

--------------------------------------------------------
Roman Translation:
Al-Bara' ibn Azib Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qurbani ke liye chaar tarah ke jaanwar durast nahi hai
1. Wo jiska kaanapan ya bhaingapan bilkul zahir ho,
2. dusra wo jo dekhney se hi beemar lagta ho,
3. teesra wo jiska langdapan bilkul zahir ho,
4. aur chotha wo jo budha aur bilkul kamjor ho jiski haddiyon mein Gooda na ho
Sunan Abu Dawud, Vol 2 1029-Sahih

Blog Archive