Search This Blog

Youtube

Thursday, September 25, 2014

Al Quran - If you join others in worship with ALLAH, (then) surely (all) your deeds will be in vain




Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran - If you join others in worship with ALLAH, (then) surely (all) your deeds will be in vain, and you will certainly be among the losers.
Surah Az-Zumar (39) ,Verse 65

Hadith: Anas bin malik radi allahu taa
la anhu reported The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, ALLAH will say to the person who will have the minimum punishment in the Fire on the Day of Resurrection, 'If you had things equal to whatever is on the earth, would you ransom yourself (from the punishment) with it?' He will reply, Yes. ALLAH will say, 'I asked you a much easier thing than this while you were in the backbone of Adam, that is, not to worship others besides Me, but you refused and insisted to worship others besides Me."'
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 562:

Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam as stating that Allah the Most High and Exalted said: I am the One, One Who does not stand in need of a partner. If anyone does anything in which he associates anyone else with Me,I shall abandon him with one whom he associates with Allah.
Sahih Muslim, Book 42, 7114

------------------------------------------------------------
Roman Translation:

Al Quran : Agar tumne shirk kiya to zaroor tumharey Amal barbad ho jayenge aur tum nuksaan uthane walon mein se ho jaogey
Al Quran, Az-Zumar (39) ,Verse 65

Anas bin malik radi allahu taala anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ALLAH taala Qayamat ke din Dozakh ke sabse kam Azab paney waley se puchega agar tumhey zameen ki sari cheezein mayassar ho to kya tum usko fidye mein(azab se nijat paney ko) de do gey wo kahega ki haan ALLAH taala farmayega ki mainey tumse is sey bhi aasan cheez ka us waqt mutalba kiya tha jab tum Aadam ki peeth mein they ki mere saath kisi ko Sharik na karna lekin tumney inkar kiya aur na mana aur shirk hi kiya
Sahih bukhari, Vol8, 6557

Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ALLAH Subhanahu farmata hai main beparwah hun sharikon se , jisney koi aisa amal kiya jismein mere saath mere gair ko sharik kiya to main usko aur uskey shirk ke kaam ko (unkey haal par) chorh deta hun
Sahih Muslim, Vol 6 , 7475

No comments:

Post a Comment

Category