Search This Blog

Youtube

Thursday, September 25, 2014

Hadith: Some people (of my ummah) would kill the each others or imprison the others



Bismillahirrahmanirrahim 

Hadith: Some people (of my ummah) would kill the each others or imprison the others.

Thauban Radiallahuanhu reported that Allah's Messenger (may peace be upon him) said: Allah drew the ends of the world near one another for my sake. And I have seen its eastern and western ends. And the dominion of my Unimah would reach those ends which have been drawn near me and I have been granted the red and the white trea- sure and I begged my Lord for my Ummah that it should not be destroyed because of famine, nor be dominated by an enemy who is not amongst them to take their lives and destroy them root and branch, and my Lord said: Muhammad Sallallahu alaihi wasallam , whenever I make a decision, there is none to change it. Well, I grant you for your Ummah that it would not be destroyed by famine and it would not be dominated by an enemy who would not be amongst it and would take their lives and destroy them root and branch even if all the people from the different parts of the world join hands together (for this purpose), but it would be from amongst them, (your Ummah) that some people (of my ummah) would kill the each others or imprison the others.
Sahih Muslim, Book 041, Number 6904
Jamia Tirmidhi, Book 7, Hadith 2176-Sahih

------------------------------------------------------

https://www.facebook.com/AhadithinEnglish

--------------------------------------------------------
Roman Translation:

Hadith: Musalman khud ek dusre ko halak karenge aur ek dusrey ko Qaid karenge

Thauban radi allahuanhu se Rivayat hai ki Rasoollallah sallallahuAlaihi wasallam ne farmaya Allah Subhanahu ne lapet liya zameen ko mere liye (yani sab zameen ko mere samne kar diya) to maine uska purab aur pachchim dekha aur meri hukumat wahantak pahuchegi jaha tak zameen mujhko dikhlayee gayee aur mujhko do khazane mile surkh aur safed aur maine Dua ki apne Allah se ki meri ummat ko ek hi martaba qahat se halak na karna aur un par kisi aise dushman ko musallat na karna jo sari ummat ko halak kar de ,

Mere Allah ne farmaya Eh Muhammed SallallahuAlaihi Wasallam main jab koi hukm kar deta hun phir wo nahi palat-ta, aur maine Aapki ye Duayein qubul ki Main Aapki ummat ko Aam qahat se halak na karunga aur na un par kisi aise dushman ko musallat karunga jo sari ummat ko halak kar de chahey zameen ke tamam log iske liye ek saath ho jaye ( ki musalmano ko tabah karne ke liye lekin unko bilkul tabaah na kar sakegey) yahan tak ki khud musalman ek dusrey ko halak karenge aur ek dusre ko Qaid karenge
Sahih Muslim, Vol 6, 7258
Jamia Tirmidhi, Vol 2, 50 -Sahih

No comments:

Post a Comment

Category